Hamen computer ki avashyakta kyon hai

Hamen computer ki avashyakta kyon hai, yah shayad aapke man me saval uth raha hoga. aaj ham jis technology se bhare duniya me ji rahe tho hame yah malum hona chahiye ki computer ki avashakta kyon hai. puri duniya me adhikar kary aaj computer ke bina adhura hi mana ja raha hai , mere kahne ka matlab hai ki computer hamare jivan jine ka ek bhag ban gaya hai.

Avashyakta kyon hai computer ki

yah ham sabhi jante hai, aaj ke samay me bachhe janamte hi technology se ru ba ru ho jate hai, jaise bachhe ko hospital me kai technology ke sahare uske vikas me help kiya jata hai, esi tarah mobile bhi ek kuch dino ke baad se bacche use karte hai manoranjan ke liye.

es tarah se bachhe technology se ru ba ru ho jate hai. esse hame samajh me aata hai ki computer hamre liye kitna mahatavpur ho gaya hai.

computer basically hamre padhne, khelne, kary karne se lekar saman maganne tak ka kar karta hai, jisme hame bahut sari kar palak jhapakte hi ho jata hai. esiliye computer ki hame aavaskta hoti hai.

computer ki avasktaya ko kaise pura kare?

yadi aap computer ki avaskta ko pura karna chahte hai tho aapko mahange lene ki jarurat nahi hai balki aap aasan kisto me purane bhi le sakte hai jo bahut kam damo me mil jata hai. aap google me searh kar sakte second hand computer near me. jo bhi result aaye use check kare phir us shop ko visit kare. es tarah se aapko computer bahut kam damo me mil jayegi.

Hamen computer ki avashyakta kyon hai

computer ka upyog ghar me kaise kare?

jab aap computer kharid lete hai tho aapko computer upyog bhi karna hota hai, lekin office or ghar me alag alag tarike se computer ka upyog kiya jata hai. computer office me offical kam ke liye kiya jata hai. jabki ghar me aap game or apne niji kam ke liye computer ka estemal kar sakte hai.

conclusion: Hamen computer ki avashyakta kyon hai

dosto computer ka avashyakta hame kiyon padti hai eske bare me hane dekha hai. or bhi kai sare karyo ke liye computer ki avashyakta padti hai. esiliye computer sikhana chahiye taki aap kisi bhi kary ko aasani se kar sako. jabtak aap computer ka gayn sahi se nahi le lete tabtak aap eska avashyakta ke bare me nahi jan sakte hai.

atah aap computer ko sikhne ke liye jald se jald shuru kare ya apne bacho sikhne ka moka de taki aane wale dino me vo aasani se karyo ko kar sake.

Leave a Comment